Khapach khapach, ghasak ghasak,
hum karein hai kapde saaf.
Paani se utha ke phen,
aur haathon se uda ke jhaag,
Khapach khapach, ghasak ghasak.
hum karein hai kapde saaf.
Chamkaayein ujle bushirt ko
aur pant se nikalein daag.
Khapach khapach, ghasak ghasak,
hum karein hain kapde saaf.
Utha patak ke, brush ghis ghis ke,
faulad bana hai haath.
Khapach khapach, ghasak ghasak
hum karein hai kapde saaf.
โ
Enough.
I got mumma a washing machine. ๐

